MADARI KA BANDAR LYRICS – GULABO SITABO
Song - Madari Ka Bandar, Music - Anuj Garg, Singers - Tochi Raina & Anuj Garg,Lyricist - Dinesh Pant
Music Programming - Rupjit Das, Mixed By - Rupjit Das At Playhead Studio,Mastered By - Donal Whelan At Hafod Mastering, Masteringworld, Uk,Acoustic Guitar, Banjo, Mandolin & Various Pluck Instruments - Ankur Mukharjee,Bass - Manas Chaudhary,Electric Guitar - Chaitanya Gadgil,Recorded At - Playhead Studio,Drums By - Anuj Garg Recorded At Blue Cassette Studios,Music Assistants - Diksha Garg
Asistants In Music Programming - Neha Karode And Anil Rawat
Music Programming - Rupjit Das, Mixed By - Rupjit Das At Playhead Studio,Mastered By - Donal Whelan At Hafod Mastering, Masteringworld, Uk,Acoustic Guitar, Banjo, Mandolin & Various Pluck Instruments - Ankur Mukharjee,Bass - Manas Chaudhary,Electric Guitar - Chaitanya Gadgil,Recorded At - Playhead Studio,Drums By - Anuj Garg Recorded At Blue Cassette Studios,Music Assistants - Diksha Garg
Asistants In Music Programming - Neha Karode And Anil Rawat.
Ban ke
madari ka bandar
Dug dugi pe naache Sikandar
Ban ke madari ka bandar
Dug dugi pe naache Sikandar
Khan khan khanke ginti ke sikke
Saanson ki taksaal mein
Moh maya ne uljhaya is farebi jaal mein
Khaare paani mein dhundho meetha samandar
Arre ban ke madari ka bandar
Dug dugi pe naache Sikandar
Ban ke madari ka bandar
Dug dugi pe naache Sikandar
Keemat lagegi thaath bhaath ki
Ek baar chadhni hai haandi yeh kaath ki
Kaisa kartab hai jaane kya kab hai
Ungli pe jhoole nathni ghaat ghaat ki
Chadha hai jo suroor yeh
Marghat ke jamghat mein
Pal mein utar jaayega
Dil ka hai jab woh kalandar
Dug dugi pe naache Sikandar
Ban ke madari ka bandar
Dug dugi pe naache Sikandar
Ban ke madari ka bandar
Dug dugi pe naache Sikandar
Saheb ko zindagi ne jhatka diya
Langoti se bandha aur latka diya
Saheb ko zindagi ne jhatka diya
Langoti se bandha aur latka diya
Machega aisa hullad bachega thok na futkar
Lootegi bairi banke khada na ho tu tann ke
Arre hans le pagle thoda sa kya rakha rone mein
Lattu ghoome jantar mantar jaadu tone mein
2 guz zameen poochhe kitne sawal hain
2 guz zameen poochhe kitne sawal hain
Ban ke madari ka bandar
Dug dugi pe naache Sikandar
Ban ke madari ka bandar
Dug dugi pe naache Sikandar
Khan khan khanke ginti ke sikke
Saanson ki taksaal mein
Moh maya ne uljhaya is farebi jaal mein
Khaare paani mein dhundho meetha samandar
Arre ban ke madari ka bandar
Dug dugi pe naache Sikandar
Ban ke madari ka bandar
Dug dugi pe naache Sikandar
Comments
Post a Comment
please share this website